Dil ka aalam.
Dil ka aalam kuch aisa hai.
Gham ki sagar me dooba hai.
Cheekh bhi na aane deta labon par.
Zindagi bezubaan si ho gayi hai.
Dil ka aalam kuch aisa hai.
Ragon me lahoo ki jagah
Ab zeher hi baste hai.
Kise karun bayan Haal-e-Dil?
Ajkal toh apne hi hume
saanp bankar daste hai.
Dil ka aalam kuch aisa hai.
Ke kuch aapke jaisa, aur,
Kuch humare jaisa hai.
Dil ka aalam kuch aisa hai.
-Abhishek Gupta.